Munir Niazi – Ek Alam-e-Hijra Hi Ab Hum Ko Passand Aya


Ek Alam-e-Hijra Hi Ab Hum Ko Passand Aya
Ya khana viran Hi Ab Hum Ko Passand Aya
By Naam-O-Nishan Rahna Gurbat Ka Alaqa Ma
Ya Shahar Be Dil Kash Ta Tab Hum Ko Passand Aya
Ta Laal Hawa Manzir Suraj Ka Nikalny Sa
Wo Waqat Ta Wo Chahra Jab Hum Ko Passand Aya
Haan Qata Taluq Sa Dil Khush Be Boht Apna
Ek Hud Hi Bana Lana Kab Hum Ko Passand Aya
Ana Wo Munir Is Ka Be Khof -o-Khatar Hum Tak
Ya Tarfa Tamasha Be Shab Hum Ko Passand Aya