Best Nafrat Poetry in Urdu SMS – 2lines – Nafrat Shayari

nafrat poetry in urdu nafrat shayari

There are Nafrat Poetry in Urdu available for those who are really disheart. You can use Nafrat Shayari in Urdu to express your feelings to those who are cheating on you. As a result, you will easily convey the fact that it hurts you a lot.

There are times when you don’t know what to say to your partner and you have no words you can use. In these cases, the Nafrat Shayari in Urdu help you to say your message. It’s better not to use any vulgar or abusive language for your partner. If you use that kind of nonsense language, your relationship may be permanently strained.

If you read Nafrat Poetry in Urdu, you can say that this is a golden word, because these words do not degrade your partner, but they feel that they hurting you, In case that person realizes they really hurt you, maybe they will apologize and your relationship will recover. Therefore, Sad Nafrat Poetry in Urdu will help you to save your relationship.

In the past, when your partner angry with you or desire to end the relationship, you did not have any way of telling them that you cheated on them. A few relationships have been ruined by misunderstandings, Now you have Nafrat Wali Poetry in Urdu that you can use for your partner, We provide as many Nafrat Poetry in Urdu as possible including SMS, 2 line and 4 line Nafrat Shayari as well as images.

Maybe you like » Sister Poetry in Urdu

Nafrat Poetry in Urdu

Now time to read Nafrat Poetry in Urdu, keep scroll down and you will see wide range of Nafrat shayari in Urdu, Nafrat karna Poetry in Urdu, Mohabbat se Nafrat shayari in Urdu and Nafrat poetry SMS in Urdu.

بس اک نفرت ہی کرتے ہو نہ تم
اور میرا کر بھی کیا سکتے ہو

bas ik nafrat hi karte ho nah tum
aur mera kar bhi kya satke ho


مجھے مارا گیا ہے نفرت سے
مجھ پر الزام تھا محبت کا

mujhe mara gaya hai nafrat se
mujh par ilzaam tha mohabbat ka


محبت تو بہت دور کی بات
تم تو ہماری نفرت کو بھی ترسو گے

mohabbat to bohat daur ki baat
tum to hamari nafrat ko bhi trso ge


زیادہ ہی نفرت کرنے لگا ہے یہ زمانہ ہم سے
ان سے کہہ دو کہ حسن نہ سہی دل تو ہم بھی رکھتے ھیں

ziyada hi nafrat karne laga hai yeh zamana hum se
un se keh do ke husn nah sahi dil to hum bhi rakhtay hain


نفرت کرنے والے بھی ہونے چاہیے زندگی میں
اب ہر کوئ پیار کرے گا تو نظر لگ جاۓ گی

nafrat karne wala bhi hona chahiye zindagi mein
ab har koi pyar kare ga to nazar lag jay gi


Maybe you like » Shayari on Independence Day of Pakistan in Urdu

Nafrat Shayari in Urdu

نفرتوں کا کوئی گواہ نہیں
محبت کے لوگ ثبوت مانگتے ہیں

nafratoon ka koi gawah nahi
mohabbat ke log saboot mangte hain


کتنی کمال کی نفرت تھی اسے میری محبت سے
اس نے اپنا ہاتھ جلا ڈالا مجھے اپنی لکیروں میں دیکھ کر

kitni kamaal ki nafrat thi usay meri mohabbat se
is ne apna haath jala dala mujhe apni lakiron mein dekh kar


ارے ہم تو چاہتے ہیں لوگ ہم سے نفرت کریں
محبت بھی کون سا لوگ سچی کرتے ہیں

arrey hum to chahtay hain log hum se nafrat karen
mohabbat bhi kon sa log sachhi karte hain


نفرت بتا رہی ہے
محبت غضب کی تهی

nafrat bta rahi hai
mohabbat gazabb ki t_h‬

 


پیار کرتا ہوں اس لیے فکر کرتا ہوں
جب نفرت کرو گا تو ذکر بھی نہیں کروں گا

 

pyar karta hon is liye fikar karta hon
jab nafrat karo ga to zikar bhi nahi karoon ga


Maybe you like » Mohsin Naqvi 2 Lines Poetry in Urdu

Sad Nafrat Poetry in Urdu

Here you will see Sad Nafrat Poetry in Urdu.

فقیروں والی حالت دیکھ کر ہم سے نفرت مت کرو
جب ہم سنورتے ہیں تو دنیا ترستی ہے دیدار کو

faqeero wali haalat dekh kar hum se nafrat mat karo
jab hum sanwartay hain to duniya tarasti hai deedar ko


بس محبت سے فرصت نا ملی ہمیں ورنہ
کرکے دکھاتے کہ نفرت کسے کرتے ہیں

bas mohabbat se fursat na mili hamein warna
karkay dikhata ke nafrat kisay karte hain


سب سے پہلی میری چاہت تھی تم
سب سے پہلی میری نفرت بن گئ تم

sab se pehli meri chahat thi tum
sab se pehli meri nafrat ban gai tum


کون نفرت سکھا گیا اتنی
‏پھول کے ہاتھ میں بھی پتھر ہے

kon nafrat sikha gaya itni
phool ke haath mein bhi pathar hai


محبتوں کی دنیا میں نفرت لئے بیٹھیں ہو کچھ اور نہیں ملا
تمہیں جو ایک ہی غلطی صدیوں سے لئے بیٹھیں ہو

mohabbaton ki duniya mein nafrat liye bathain ho kuch aur nahi mila
tumhe jo aik hi ghalti sadiiyon se liye bathain ho


Maybe you like » Munir Niazi Poetry High-Quality Images

Shayari on Nafrat in Urdu

مانا کے ہم تیری محبت کے قابل نہیں اتنی
نفرت بھی نہ کر کہ ہم جی نہ سکے

mana ke hum teri mohabbat ke qabil nahi itni
nafrat bhi nah kar ke hum jee nah sakay


نفرتوں کے اس شہر میں محبت کو نہ کر تلاش
جس کو بھی اپنا مانا وہی دل دکھا کے چل دیا

nafratoon ke is shehar mein mohabbat ko nah kar talaash
jis ko bhi apna mana wohi dil dikha ke chal diya


‏لوگ پوچهیں اگر میری کہانی تم سے
بس یہ کہنا کہ نفرت کے لائق بھی نا تھا

log agar pochay meri kahani tum se
bas yeh kehna ke nafrat ke Laiq bhi na tha


مجھے اتنی ساری محبتیں ملی ہوئی ہیں
ان دو چار نفرتوں سے میرا کچھ نہیں جاتا

mujhe itni saari muhabbaten mili hui hain
un do chaar nafratoon se mera kuch nahi jata


مت پوچھ کے میرا کاروبار کیا ہے
محبت کی دوکان ہے نفرت کے بازار میں

mat pooch ke mera kaarobar kya hai
mohabbat ki dokaan hai nafrat ke bazaar mein


Khamoshi Nafrat Poetry in Urdu

Best Khamoshi Nafrat Poetry in Urdu available here.

ہم کو نہیں قبول کسی طور بھی رقیب
نفرت بھی کیجئے تو فقط ہم سے کیجئے

hum ko nahi qubool kisi tor bhi raqeeb
nafrat bhi kijiyej to faqat hum se kijiyej


قطرہ قطرہ نچوڑ کر جس نے پیا ہو زمانے کا زہر
وہ بھلا کہاں ڈرے گا تیری نفرتوں کے عذاب سے

qatra qatra nichor kar jis ne piya ho zamane ka zeher
woh bhala kahan daray ga teri nafratoon ke azaab se


ہماری ادا پہ تو نفرت کرنے والے بھی فدا ہیں
سوچ محبت کرنے والوں کا کیا حال ہو گا

hamari ada pay to nafrat karne walay bhi fida hain
soch mohabbat karne walon ka kya haal ho ga


میرے تباہ ہونے کی مراد رکھتا ہے کوئی
چلو اسی بہانے ہمیں یاد رکھتا ہے کوئی

mere tabah honay ki morad rakhta hai koi
chalo isi bahanay hamein yaad rakhta hai koi


نفرتوں کے اس شہر میں محبت کو نہ کر تلاش
جس کو بھی اپنا مانا وہی دل دکھا کے چل دیا

nafratoon ke is shehar mein mohabbat ko nah kar talaash
jis ko bhi apna mana wohi dil dikha ke chal diya


Maybe you like » Qateel Shifai Poetry with Images

Nafrat Wali Poetry in Urdu

اس کی نفرت کا بھی حساب نہیں
جو محبت کسی سے بے پناہ کرتا ہو

is ki nafrat ka bhi hisaab nahi
jo mohabbat kisi se be panah karta ho


محبت کر سکتا ہوں تو نفرت بھی کر سکتا ہوں
اگر اٹھا سکتا ہوں تو گرا بھی سکتا ہوں

mohabbat kar sakta hon to nafrat bhi kar sakta hon
agar utha sakta hon to gira bhi sakta hon


اتنی بھی نفرت نہ کیا کرو اتنا بھی برا نہیں ہوں
غریب ہو پر بے وفا نہیں ہو

itni bhi nafrat nah kya karo itna bhi bura nahi hon
ghareeb ho par be wafa nahi ho


بس نفرت ہی کرتے ہو نا۔
اور تم میرا کر بھی کیا سکتے ہو۔

bas nafrat hi karte ho na .
aur tum mera kar bhi kya satke ho


بھول گئے ہو یا نفرت کرنے لگے ہو ہم سے کوئی
بے وجہ ہم کو چھوڑ دے اتنے برے تو نہیں تھے ہم

bhool gaye ho ya nafrat karne lagey ho hum se koi
be wajah hum ko chore day itnay buray to nahi thay hum


Nafrat Poetry in Urdu SMS

Here are the best Nafrat Poetry in Urdu SMS. Scroll down and get more Nafrat Shayari in Urdu.

نفرت بھی کیوں کریں ان سے
اتنا بھی واسطہ کیوں رکھنا

nafrat bhi kyun karen un se
itna bhi vaastaa kyun rakhna


مجھ سے نفرت کرتے ہو تو ذرا اپنے ارادے مضبوط رکھنا
تھوڑی سی بھی بھول ہو گئی تو پھر سے محبت ہو جاے گی

mujh se nafrat karte ho to zara –apne iraday mazboot rakhna
thori si bhi bhool ho gayi to phir se mohabbat ho jaye gi


خدا سلامت رکھے انہیں جو مجھ سے نفرت کرتے ہیں
پیار نہ سہی کچھ تو ہے جو صرف مجھ سے ہی کرتے ہیں

kkhuda salamat rakhay inhen jo mujh se nafrat karte hain
pyar nah sahi kuch to hai jo sirf mujh se hi karte hain


محبت کی طرح نفرت کا بھی سال میں ایک ہی دن طے کر دو
کوئی یہ روز روز کی نفرتیں اچّھی نہیں لگتی

mohabbat ki terhan nafrat ka bhi saal mein aik hi din tay kar do
koi yeh roz roz ki nafraten Achi nahi lagti


ٹوٹ جائے گا تیری نفرت کا محل اس وقت جب ملے گی
خبر تجھ کو کہ ہم نے یہ جہاں چھوڑ دیا

toot jaye ga teri nafrat ka mehal is waqt jab miley gi
khabar tujh ko ke hum ne yeh jahan chore diya


Maybe you like » Parveen Shakir Poetry in Urdu

Nafrat Karna Poetry in Urdu

گزرے ہیں ہم محبت میں اس مقام سے کے
نفرت سی ہو گئی ہے محبت کے نام سے

guzray hain hum mohabbat mein is maqam se ke
nafrat si ho gayi hai mohabbat ke naam se


ہم تو آداب محبت کے پابند ہیں جناب
ہم کو آتا نہیں انسان سے نفرت کرنا

hum to aadaab mohabbat ke paband hain janab
hum ko aata nahi insaan se nafrat karna


آداب محبت کے تقاضوں کی بدولت
ہم قابل نفرت سے بھی نفرت نہیں کرتے

aadaab mohabbat ke taqazoon ki badolat
hum qabil nafrat se bhi nafrat nahi karte


نفرت کرتے ہو نہ مجھ سے تو اس قدر کرنا کہ میں
دنیا سے جاؤں اور تیری زبان پر لفظ شکر ہوں

nafrat karte ho nah mujh se to is qader karna ke mein
duniya se jaoon aur teri zabaan par lafz shukar hon


دکھا وے کی محبت سے بہتر ہے نفرت ہی کرو
تم ہم سے ہم سچے جذبوں کی بڑی قدر کیا کرتے ہیں۔

dikha way ki mohabbat se behtar hai nafrat hi karo
tum hum se hum sachey jazbun ki barri qader kya karte hain 


Poetry on Word Nafrat in Urdu

دو چار دن کی دوستی ہم کو نہیں قبول
‏نفرت کرو یا پیار کرو حشر تک کرو

do chaar din ki dosti hum ko nahi qubool
nafrat karo ya pyar karo hashar tak karo


ایسا خاموشی کا عالم هوگا ہمارے جانے کے بعد ہو کر
اداس پرندے بهی تیرا شہر چھوڑ جائیں گے‎

aesa khaamoshi ka aalim Hamaary Janay key baad Ho Kar
udaas Parednay teyra shaher Choor Jaein


ہم تو اس دنیا میں بھٹکتے ہوئے محبت کے فقیر ہیں
کوئی اگر نفرت بھی دیتا ہے تو اسے خیرات سمجھ کر قبول کر لیتے ہیں

ham to is dunya meyn Bhataktay Hoye mohabbat key faqiir haen
Koi agar nafrat bhi Deta hae to usey khaeraat samajh Kar qubuul Kar Letay haen


اس کو میری نفرت کا اندازہ نہیں شاید
اس شخص نے دیکھا ہے میرا پیار مسلسل

is ko meyri nafrat ka andaazah nahiin shaayed
is shakhs nae Dekha hae meyra pyaar musalsal


صرف احساس بدل جاتے ہیں دنیا میں ورنہ
محبت اور نفرت ایک ہی دل سے ہوتی ہے

sarf ehsaas badal Jatay haen dunya meyn warnah
mohabbat aur nafrat eyk Hee dil sey Hoti hae


Maybe you like » Amjad Islam Amjad Poetry – Ghazal with Images

Mohabbat se Nafrat Shayari in Urdu

نفرت کرو گے تو بھی تیرے پاس آؤں گا میں دیکھ
اب مجھے تیرے بغیر رہتے کی عادت نہیں ہے

nafrat Karo Gay to bhi Teray paas Gaa meyn Dekh
ab mujhey Teray baghaer Rehtey ki aadat nahiin hae


کبھی نفرتوں سے ملا سکون
کبھی محبتوں نے رلا دیا

kabhi sey Mila sukuun
kabhi nae diyaa

وہ دور بھی آیا زندگی میں جب مجھے
اپنی ہی پسند سے نفرت ہوگئی

woh duur bhi aaya zindagi meyn jab mujhey
Apni Hee pasand sey nafrat Hogaie


نفرت ہے تو کہہ دیتے ہم سے
غٰیروں سے مل کر دل کیوں جلاتے ہو

nafrat hae to keh Detay ham sey
sey Mil Kar dil Kiyon Jalatay Ho

میں خوش ہوں کہ تیری نفرتوں کا اکیلا وارث ہوں
ورنہ محبت تو تجھے بہت سے لوگوں سے ہے

meyn khush huun keh Teri ka akeyla waaris huun
warnah mohabbat to tujhey bahot sey Hameshgi sey hae


Nafrat Poetry SMS in Urdu

کچھ نفرت کی نظر ہوا میرا یہ وجود
باقی جو بچ گیا تھا محبت میں مر گیا

kuchh nafrat ki nazar hawa meyra yeh wujuud
baaqi jau Bich gaya tha mohabbat meyn Mar gaya


غیر سے نفرت جو پالی خرچ خود پر ہو گی
جتنے ہم تھے ہم نے خود کو اس سے آدھا کر لیا

ghaer sey nafrat jau Paali kharch khod par Ho Gi
Jitnay ham ham they ham nae khod ko is sey aadha Kar Liya

نفرت کو ہم پیار دیتے ہیں پیار پہ خوشی وار دیتے ہیں بہت سوچ سمجھ کر
ہم سے وعدہ کرنا اے دوست ہم وعدے پہ زندگی گزار دیتے ہیں

nafrat ko ham pyaar Detay haen pyaar Pe khushi waar Detay haen bahot soch samajh Kar
ham sey wadah karna AE dost ham Waaday Pe zindagi guzaar Detay haen


مجھ سے نفرت تھی تو مجھے بتا تو سہی میں تمہیں
تو کیا تمہاری دنیا ہی چھوڑ دیتا تو مجھے بتا تو سہی

Mujh sey nafrat thi to mujhey bata to sahi meyn Tumhen
to kya Tumhari dunya Hee Choor Deta to mujhey bata to sahi

غصہ کرنے سے کیا ہو گا بھلا
کچھ بڑا کیجئے، نفرت کیجئیے

ghussah Karnay sey kya Ho Gaa bhala
kuchh bara key jay nafrat key jay


Maybe you like » Emotional Quotes Urdu Images

Nafrat Poetry in Urdu 2 Lines

Choose heart touching poetry from our Nafrat Poetry in Urdu SMS collection and share it with your partner.

کیا غضب کے الفاظ کہے اس نے جدائی کے وقت
ہم تم سے نفرت بھی نہیں کرتے پیار تو دور کی بات ہے

kya ghazab key alfaaz Kahay is nae Judai key waqt
ham tum sey nafrat bhi nahiin Kartay pyaar to duur ki baat hae

فاصلے گھٹا دیتے ہیں دلوں میں نفرتوں کو
وہ جو دور ہوئے تو کچھ محبت سی ہونے لگی

Fasilay Ghata Detay haen Dilon meyn ko
woh jau duur Hoye to kuchh mohabbat Si Honay laggi

حق سے دی تو تیری نفرت بھی سر آنکھوں پر خیرات
میں تو تیری محبت بھی مجھے منظور نہیں

haq sey Di to Teri nafrat bhi sur Aankhon par khaeraat
meyn to Teri mohabbat bhi mujhey manzuur nahiin

کرو نفرت جی بھر کے اے ظالم محبت کے قابل نہ سہی
چلو نفرت کے قابل تو سمجھا

Karo nafrat jii bhar key AE zaalim mohabbat key qaabil nah sahi
Chalo nafrat key qaabil to Samjha

آپ نفرت سے دیکھ لیتے ہیں
آپ کی یہ بھی مہربانی ہے⁦

aap nafrat sey Dekh Letay haen
aap ki yeh bhi mehrbaani

دل تو کرتا ہے چھوڑ جاوں یہ دنیا ہمیشہ کے لیے
پھر خیال آتا ہے وہ نفرت کس سے کرے گا میرے جانے کے بعد

dil to kurta hae Choor yeh dunya hameyshah key Liye
phir khayaal aata hae woh nafrat kas sey Karay Gaa meyrey Janay key baad


تو نفرت بھی نہ نبھا پائے گا اتنی مجھ سے
جتنی شدت سے تیرا پیار نبھایا میں نے

to nafrat bhi nah paa ey Gaa Itni Mujh sey
Jitni shiddat sey teyra pyaar Nibhaya meyn nae

More Nafrat Poetry in Urdu coming soon so please keep in touch.

Conclusion

Now that we have compiled a large collection of Nafrat poetry in Urdu, it is our recommendation that you use Nafrat ki Shayari in Urdu to express your feelings to your partner, These sad Nafrat Poetry words really impress any person who have some feelings, We hope that your partner will return to you and that you will live happily with them.

Furthermore, if you have a friend or relative who is suffering from depression, then this Nafrat Poetry in Urdu should be shared with them. Nafrat Shayari in Urdu can be used by millions of people if you share it on social media. If you would be interested in publishing your Shayari on Nafrat in Urdu on this post, you can Click Here – Add My Poetry – and submit your Nafrat Poetry in Urdu to read visitor’s, You can contact us for more information or assistance if you need it.

 

Previous articleBest Parents Quotes in Urdu
Next articleBest Tanhai Poetry in Urdu Text, 2lines, SMS (Alone Poetry)

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here