Best Nazm o Zabt Quotes in Urdu نظم و ضبط کے اقوال زریں

nazm-o-zabt-quotes-in-urdu

Get Nazm o Zabt Quotes in Urdu with high-quality photos, Roman Urdu, and Urdu text at your fingertips. Therefore, you can utilize it for a variety of purposes on all social media platforms.

Nazm o Zabt is essential for all of us at all ages; without it, we are unable to succeed in any professional sector; we must all practise discipline. So we provide you the best Quotes in Urdu on Nazm O Zabt that demonstrate the significance of Nazm O Zabt نظم و ضبط.

Nazm o Zabt Quotes in Urdu

nazm-o-zabt-quotes-in-urdu-1

“نظم و ضبط اور وقت کی پابندی کامیابی کی کنجی ہے۔”

“Nazam O Zabt Aur Waqt Ki Pabandi Kamyabi Ki Kunji Hai.”


nazm-o-zabt-quotes-in-urdu-2

“کسی بھی مقصد کو حاصل کرنے کے لیے ضروری ہے کہ آپ خود کو نظم و ضبط میں رکھیں۔”

“Kisi Bhi Maqsad Ko Haasil Karne Ke Liye Zaroori Hai Ke Aap Khud Ko Nazam O Zabt Mein Rakhen.”


nazm-o-zabt-quotes-in-urdu-3

“عزت نفس نظم و ضبط کا پھل ہے۔”

Izzat E Nafs Nazam O Zabt Ka Phal Hai.”


nazm-o-zabt-quotes-in-urdu-4

“نظم و ضبط ایک کامیاب اور خوشگوار زندگی کی بنیاد ہوتی ہے۔”

“Nazam O Zabt Aik Kamyaab Aur Khushgawar Zindagi Ki Bunyaad Hoti Hai.”


nazm-o-zabt-quotes-in-urdu-5

“نظم و ضبط وہ آگ ہے جس سے ہنر قابلیت بنتا ہے۔”

“Nazam O Zabt Woh Aag Hai Jis Se Hunar Qabliyat Bantaa Hai.”


nazm-o-zabt-quotes-in-urdu-6

“نظم و ضبط خوشی کی بنیاد ہے اور کامیابی کا سب سے بڑا تقاضا ہے۔”

“Nazam O Zabt Khushi Ki Bunyaad Hai Aur Kamyabi Ka Sab Se Bara Taqaza Hai.”


nazm-o-zabt-quotes-in-urdu-7

نظم و ضبط وہ دھاگہ ہے جو ہمیں کامیابی کی بلندیوں کو چھونے میں مدد کرتا ہے۔ جس طرح پتنگ بغیر ڈور کے گرجاتی ہے اسی طرح ہم نظم و ضبط کے بغیر ناکام ہوجاتے ہیں۔

“Nazam O Zabt Woh Dhaga Hai Jo Hamein Kamyabi Ki Bulandiyon Ko Chone Mein Madad Karta Hai. Jis Terhan Patang Baghair Dor Ke Girjati Hai Isi Terhan Hum Nazam O Zabt Ke Baghair Nakaam Ho Jatay Hain.”


Maybe you like » Life Quotes in Urdu

Quotes in Urdu on Nazm O Zabt

quotes-in-urdu-on-nazm-o-zabt-1

“جب انسان نظم و ضبط سے زندگی گزارنے لگتا ہے تو اسے زندگی کا اصل جوہر سمجھ آتا ہے۔”

“Jab Insaan Nazam O Zabt Se Zindagi Guzaarne Lagta Hai To Usay Zindagi Ka Asal Johar Samajh Aata Hai.”


quotes-in-urdu-on-nazm-o-zabt-2

“نظم و ضبط کے بغیر نہ کوئی فرد ترقی کر سکتا ہے اور نہ ہی کوئی معاشرہ۔”

“Nazam O Zabt Ke Baghair Nah Koi Fard Taraqqi Kar Sakta Hai Aur Nah Hi Koi Muashra.”


quotes-in-urdu-on-nazm-o-zabt-3

“نظم و ضبط صلاحیت کو کامیابی میں بدل دیتا ہے۔”

“Nazam O Zabt Salahiyat Ko Kamyabi Mein Badal Deta Hai.”


quotes-in-urdu-on-nazm-o-zabt-4

“نظم و ضبط کی کمی مایوسی اور خود سے نفرت کا باعث بنتی ہے۔”

“Nazam O Zabt Ki Kami Mayoosi Aur Khud Se Nafrat Ka Baais Banti Hai.”


quotes-in-urdu-on-nazm-o-zabt-5

“وقت سے پہلے کامیاب ہونے کے لیے ضروری ہے کہ ہر کام کو وقت پر مکمل کیا جائے۔”

“Waqt Se Pehlay Kamyaab Honay Ke Liye Zaroori Hai Ke Har Kaam Ko Waqt Par Mukammal Kya Jaye.”


quotes-in-urdu-on-nazm-o-zabt-6

“نظم و ضبط آپ کو ہر وہ کام کرنے پر مجبور کرتا ہے جس کی آپ کو ضرورت ہے۔”

“Nazam O Zabt Aap Ko Har Woh Kaam Karne Par Majboor Karta Hai Jis Ki Aap Ko Zaroorat Hai.”


quotes-in-urdu-on-nazm-o-zabt-7

“وہ شخص اپنی زندگی ایک بادشاہ کی طرح گزارتا ہے جو نظم و ضبط کے ذریعے اپنے اوپر حکومت کرتا ہے۔”

“Woh Shakhs Apni Zindagi Aik Badshah Ki Terhan Guzarta Hai Jo Nazam O Zabt Ke Zariye –apne Oopar Hukoomat Karta Hai.”


quotes-in-urdu-on-nazm-o-zabt-8

“نظم و ضبط ہمارے کردار کی تعمیر میں اہم کردار ادا کرتا ہے۔”

“Nazam O Zabt Hamaray Kirdaar Ki Taamer Mein Ahem Kirdaar Ada Karta Hai.”


Maybe you like » Islamic Quotes in Urdu

Conclusion

Now you have many Nazm o Zabt Quotes in Urdu, which are enough to show you how important discipline نظم و ضبط is in our life, we suggest you to read and practice it all the time. People don’t respect a person who lacks discipline in their lives because no work can be done without it.

At the conclusion of this post, we encourage you to share these Nazm o Zabt Urdu Quotes with your friends and family, especially those who lack discipline. Hopefully these Quotes in Urdu on Nazm O Zabt will be helpful to them, and may their lives change.

Previous articleBest Sabar Quotes in Urdu Images صبر کے اقوال زریں
Next articleBest Father Quotes in Urdu English Text – Baap Quotes

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here