Best Parents Quotes in Urdu

Get Parents Quotes in Urdu and share with your beloved parents, We listed quotes on parents respect in Urdu text and parents love quotes for you, It is written in Urdu text format as well as the Romanized format.

We have published a post today that is exclusively for parents’ quotes. The importance of our parents is impossible to quantify in some words. We will try to give you some parents quotes, so you can express your love to them. That are emotional, respectful, love quotes for your mother and father.

If your parents are alive or one of them is alive then you are lucky and you have time to show your love with them. Because after leave them we can’t do anything for them, So take advantage of these Parents Quotes in Urdu and tell them their importance with golden words, We have best quotes about parents in Urdu.

You can use these best quotes for parents in Urdu when your mother and father have birthday, celebration their birthday with different way, Often, We have no words for parents when wishing them on their birthday. You can use Parents Quotes in Urdu to make that moment even more memorable. It would make them happy to see you do that.

Some people are feel shame to say some love words to their parents when they have wedding anniversary. For that people these Parents Love Quotes in Urdu are very useful, They can write Parents Quotes in Urdu text format in gift cards, It is the best way to tell your parents that you love them a lot.

Maybe you like » Funny Quotes in Urdu

Parents Quotes in Urdu

نیند اپنی بُھلا کے، سُلا یا ہم کو
آنسو اپنے گِرا کے، ہنسایا ہم کو۔۔۔

Neend Apni Bahla ke, sulla ya hum ko
ansoo –apne gira ke, hansaya hum ko. . .


امی جان کے بغیر اس
زندگی کا کوئی مزانہیں۔

ammi jaan ke baghair is
zindagi ka koi maza nahi


ان کا اٹھنا نہیں ہے حشر سے کم
گھر کی دیوار باپ کا سایا

un ka uthna nahi hai hashar se kam
ghar ki deewar baap ka sayaa


جسے ماں باپ کی بات سمجھ نہیں آتی
اسے زمانہ بہت ’’اچھے طریقے‘‘سے سمجھا لیتا ہے

jisay maa baap ki baat samajh nahi aati
usay zamana bohat’ ‘ achay tareeqay’ ‘ se samjha laita hai


میری زندگی کا قصہّ تمام آپ ہو ابّو
میری زندگی کا دوسرا نام آپ ہو ابّو

meri zindagi ka qissa tamam aap ho abbo
meri zindagi ka dosra naam aap ho abbo


صبح سویرے ننگے پاؤں گھاس پہ چلنا ایسا ہے
جیسے باپ کا پہلا بوسہ، قربت جیسے ماؤں کی

subah saweray nangay paon ghaas pay chalna aisa hai
jaisay baap ka pehla bosa, qurbat jaisay maaon ki


باپ اولادکیلئےڈھال ہےجوکبھی اپنی
اولاد سےغافل نھیں ھوتا۔

baap aulad ka liya dhaal hai jo kabhi apni
aulad se ghafil nahi hota


ماں وہ ہستی ہے جس کی دعاؤں
سے رب کی رحمت برستی ہے

maa woh hasti hai jis ki duaon
se rab ki rehmat barasti hai


اے کاش تو آج زندہ ہوتی ماں
میں تیری خدمت کرتا اور جنت دیکھتا

ae kash to aaj zindah hoti maa
mein teri khidmat karta aur jannat daikhta


Maybe you like » Sad Quotes in Urdu

Parents Quotes in Urdu Text

We have more Parents Quotes in Urdu Text, keep scroll down and get more best quotes about parents in Urdu.

باپ کےآنسوتمھارے دکھ سےنہ گریں
ورنہ اللہ تمکوجنت سےگرادیگا۔

baap k ansu tumhare dukh se na gireen,
warna Allah tum ko junnar se gira da ga


عزیز تر مجھے رکھتا تھا وہ رگ جاں سے
یہ بات سچ ہے مرا باپ کم نہ تھا ماں سے

Aziz tar mujhe rakhta tha woh rigg jaan se
yeh baat sach hai mra baap kam nah tha maa se


میں نے ہاتھوں سے بجھائی ہے دہکتی ہوئی آگ
اپنے بچے کے کھلونے کو بچانے کے لیے

mein ne hathon se bujhai hai dehakti hui aag
apne bachay ke khilonay ko bachanay ke liye


یہ جوماں کی محبت ہوتی ہے نہ
یہ تمام محبتوں کی ماں ہوتی ہے۔

yeh jo maa ki mohabbat hoti hai na
yeh tamam mohabbaton ki maa hoti hai


لبوں پہ اس کے بد دعا نہیں ہوتی
بس اک ماں ہے جو کبھی خفا نہیں ہوتی

labon pay is ke bad dua nahi hoti
bas ik maa hai jo kabhi khafa nahi hoti


ماں کی خدمت انسان کو
اویس قرنیؓ بنادیتی ہے

maa ki khidmat insaan ko
owais qarni bnaditi hai


بس اِک خدا نہیں ہو تی
ورنہ ماں کیا نہیں ہوتی۔

bas ik kkhuda nahi ho ti
warna maa kya nahi hoti


ماں کی ممتا مت پوچھو
چڑیا سانپ سے لڑ جاتی ہے۔

maa ki mamta mat pucho! ! !
chirya saanp se lar jati hai


آئے قلم روک جا آدب کا مقام ہے
تیری نوک کےنیچے میرے ماں باپ کا نام ہے

aaye qalam rokkk ja aadab ka maqam hai
teri noke ke neechay mere maa baap ka naam hai


ماں نہیں ہوتی جن کے پاس
ان سے پوچھودکھ کسے کہتے ہیں

maa nahi hoti jin ke paas
un se pucho dhok kisay kehte hain


Maybe you like » Love Quotes in Urdu

Parents Love Quotes in Urdu

نہ اپنوں سے نہ ہی غیروں سے کھلتا ہ
یہ جنت کا دروازہ ہے میری ماں کے پیروں سے کھلتا ہے

nah apnon se nah hi gheiron se khilta hay
yeh jannat ka darwaaza hai meri maa ke peeron se khilta hai


دنیا میں ایک صورت ہےجو سب سے خوبصورت ہے
آنکھوں میں جسکے ممتا ہےقدموں میں جسکے جنت ہے

duniya mein aik soorat hai jo sab se khobsorat hai
aankhon mein jisske mamta hai qadmon mein jisske jannat hai


بچے میری انگلی تھامے دھیرے دھیرے چلتے تھے
پھر وہ آگے دوڑ گئے میں تنہا پیچھے چھوٹ گیا

bachay meri ungli thaamay dheeray dheeray chaltay thay
phir woh agay daud gaye mein tanha peechay chhuut gaya


گھر کو سونا کرجاتی ہیں
جانے مائیں کیوں مرجاتی ہیں

ghar ko sona kar jati hai
jaane maa kyun maar jati hai


ماں کے لئے سب کو چھوڑ دینا لیکن
سب کے لئے ماں کو مت چھوڑنا

maa ke liye sab ko chore dena lekin
sab ke liye maa ko mat chhorna


بھوکے بچے کی تسلی کے لیے
ماں نے پھر پانی اچھالا دیر تک

bhukay bachay ki tasalii ke liye
maa ne phir pani uchala der tak


اب سمجھا ماں سچ کہتی تھی
سوچیں بوڑھا کر دیتی ہیں۔

ab samjha maa sach kehti thi
sochen boorha kar deti hain


جب بھی والد کی جفا یاد آئی
اپنے دادا کی خطا یاد آئی

jab bhi waalid ki jfaa yaad aayi
apne dada ki khata yaad aayi


ے کاش آج اگرذندہ ہوتی تو ماں
میں تیری خدمت کر کے جنت دیکھتا

ay kash aaj agar zinda hoti to maa
mein teri khidmat kar ke jannat daikhta


Maybe you like » Life Quotes in Urdu

Parents Respect Quotes in Urdu

و ہ گھر جنت ہے
جس گھر میں ماں ہے۔

wo ghar jannat hai
jis ghar mein maa hai


ہرمشکل آساں ہوتی ہے
جب تک زندہ ماں ہوتی ہے۔

har mushkil aasan hoti hai
jab tak zinda maa hoti hai


تیری خوشبو نہیں ملتی تیرا لہجہ نہیں ملتا
ہم کو تو سارے شہر میں تیرے جیسا نہیں ملتا ماں

teri khushbu nahi millti tera lehja nahi milta
hum ko to saaray shehar mein tairay jaisa nahi milta maa


دنیامیں کامیابی چاہتے ہوتوا
ماں باپ کی خدمت کرو۔

dunya main kamyabi hona chahte ho to
maa baap ki khidmat karo


باپ اللہ کی صفت ربوبیت کامظھرہے
اوراللہ کی رحمت کاسایہ ہے

bap Allah ki sifaat rabobiyat ka mazhar ha
or allah ki rehmat ka saaya hain


ﭨﮭﻮﮐﺮﯾﮟ ﮐﮭﺎ ﮐﮧ ﻣﯿﮟ ﺩ ُﻧﯿﺎ ﮐﯽ ﺟﻮ ﺗﮭﮏ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﻮﮞ
ﻣﺎﮞ ﮐﯽ ﺗﺼﻮﯾﺮ ﺑﻨﺎﺗﺎ ﮨﻮﮞ ﻟِﭙﭧ ﺟﺎﺗﺎ ﮨﻮﮞ

thokre kha kar me duniya ki jo thak jata ho
maa ki tasweer banta ho, lepaat jata ho


باپ ایک ذمہ دار ڈرائیورہے جوگھر
کی گاڑی کواپنےخون سےچلاتاہے

baap ek zimma daar driver hain jo ghar ki
gari ko apne khoon se chalta h


باپ سچ بات بتاتے ہوئے گھبراتا ہے
اسکو یہ خوف کہ بیٹا کہیں ناراض نہ ہو

baap sach baat batatay hue ghabrata hai
usko yeh khauf ke beta kahin naraaz nah ho


باپ کےساتھ حسن سلوک کرنا
جھاد فی سبیل اللہ سے بڑھ کر ہے۔

baap ke sath husn sulooq karna
jhadd fi Sabeel Allah se barh kar hai


آئے قلم روک جا آدب کا مقام یے
تیری نوک کےنیچے میرے ماں باپ کا نام ہے

aaye qalam rokkk ja aadab ka maqam yai
teri noke ke neechay mere maa baap ka naam hai


Maybe you like » Islamic Quotes in Urdu

Conclusion

We hope you enjoy our collection of Parents Quotes in Urdu, Your father and mother will be deeply touched by this gesture of love and respect, so don’t miss out on this opportunity because we have best quotes about parents in Urdu. Please don’t hesitate if you’ve not yet expressed your love to your parents. Now you don’t have to think and search for what to say to your parents.

Finally, We recommend you please share these Parents Quotes in Urdu with your friends and family members, So they can express their love to parents with Best Quotes for Parents in Urdu, That is good for everyone, who can’t say to parents, So hurry, maybe it’s late and your parents can’t hear your voice.

Previous articleBest Sister Poetry in Urdu with 2 Lines, Text, Pic Formats
Next articleBest Nafrat Poetry in Urdu SMS – 2lines – Nafrat Shayari

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here