Best Sheikh Saadi Ke Aqwal (Quotes) in Urdu 2023

sheikh-saadi-quotes-in-urdu

Sheikh Saadi Ke Aqwal available for you with the high quality images and roman Urdu text, we have all variety of his Urdu Quotes that you are looking.

The complete name of Sheikh Saadi is in Persian ابومحمّد مصلح الدین بن عبدالله شیرازی, but is better known as the pen name Saadi. He was born in 1210 in Shiraz, Iran and died about 1292. He was a Persian poet and author of prose during the Middle Ages. He is known for the caliber of his writings as well as the breadth of his social and moral ideas.

This is the reason why even after so many years, people all over the world love to read Sheikh Saadi Ke Aqwal e Zareen. These Urdu Quotes are inspiring and extremely persuasive because his Quotes in Urdu have a lot of advice about love.

Hazrat Sheikh Saadi Quotes In Urdu

sheikh-saadi-quotes-in-urdu-1

کبھی بھی بوقوف کو اپنا رہنما نہ مانو خواہ دنیا میں عقل مند نہ رہیں کیونکہ خوبیاں کبھی خامیاں نہیں بن سکتیں ، اور نہ اچھی چیز کی عدم موجودگی میں کوئی بری چیز بہتر اور اچھی ہوسکتی ہے۔

“Kabhi Bhi Bewaqoof Ko Apna Rahnuma Na Mank Khawa Dunya Ma Aqqal Mand Na Rahein Kyon K Khobian Kabhi Khamian Nahi Ban Saktei., Aur Na Achi Cheez Ki Adam Majoodgi Ma Koi Buri Cheez Behtar Aur Achi Hu Sakti Hai.”


sheikh-saadi-quotes-in-urdu-2

“جو شخص اپنے ہر کام کو پسند کرتا ہے اس کی عقل میں خلل آجاتا ہے۔”

“Jo Shakhs Apne Har Kaam Ko Pasand Karta Hai Is Ki Aqal Mein Khlal Ajata Hai.”


sheikh-saadi-quotes-in-urdu-3

“جو سخی کھاۓ اور دے اس عبادت گزار سے بہتر ہے جو لے اور جمع کرے۔”

“Jo Sakhi Khayd Aur Dy Us Ibadat Guzar Sy Behtar Hai Jo Ly Aur Jamah Karey.”


sheikh-saadi-quotes-in-urdu-4

“آدمی کے جھوٹا ہونے کے لیے اتنا ہی کافی ہے کہ وہ ہر سنی سنائی بات پر یقین کر لے۔”

“Aadmi Ke Jhoota Honay Ke Liye Itna Hi Kaafi Hai Ke Woh Har Suni Sunai Baat Par Yaqeen Kar Le.”


sheikh-saadi-quotes-in-urdu-5

“آدمی کے علم کا اندازہ تو ایک دن ہو جا تا ہے لیکن نفس کی خباثت کا پتا برسوں میں بھی نہیں چلتا۔”

“Aadmi Ke Ilm Ka Andaza To Aik Din Ho Ja Taa Hai Lekin Nafs Ki Khabasat Ka Pata Barson Mein Bhi Nahi Chalta.”


sheikh-saadi-quotes-in-urdu-6

شیخ سعدی سے کسی نے پوچھا حال کیسا ہے ؟ جواب دیا ’ ’ اللہ کی نعمتیں کھا کھا کر دانت ٹوٹ گے ہیں ، مگر زبان اس کی ناشکری سے باز نہیں آتی” ۔”

Sheikh Saadi Se Kisi Ne Poocha Haal Kaisa Hai? Jawab Diya “Allah Ki Naematain Kha Kha Kar Daant Toot Ge Hain, Magar Zabaan Is Ki Na Shukri Se Baz Nahi Aati.”


sheikh-saadi-quotes-in-urdu-7

“اگر تم چاہتے ہو کہ تمھارا نام باقی رہے تو اپنے بچوں کو اخلاق سکھاؤ۔”

“Agar Tum Chahtay Ho Ke Tumahra Naam Baqi Rahay To Apne Bachon Ko Ikhlaq Sikhao.”


Maybe you like » Maulana Tariq Jameel Quotes in Urdu

Sheikh Saadi Ke Aqwal e Zareen

sheikh-saadi-ke-aqwal-1

“نصیحت خواہ دیوار پر لکھی ہو اسے کان میں ڈالو۔”

“Naseehat Khuwa Deewar Par Likhi Ho Usay Kaan Mein Daalo.”


sheikh-saadi-ke-aqwal-2

“جو شخص دوسروں کے غم سے بےغم ہے آدمی کہلانے کا مستحق نہیں۔”

“Jo Shakhs Doosron Ke Gham Se Be Gham Hai Aadmi Kehlanay Ka Mustahiq Nahi.”


sheikh-saadi-ke-aqwal-3

“سخاوت کا ہاتھ طاقتور بازو سے بہتر ہے۔”

“Sakhavat Ka Haath Taaqatwar Baazu Se Behtar Hai.”


sheikh-saadi-ke-aqwal-4

“تعلیم انسان کو بولنا تو سکھا دیتی ہے مگر یہ نہیں سکھاتی کہ کب ، کہاں اور کتنا بولنا ہے۔”

“Taleem Insaan Ko Bolna To Sikha Deti Hai Magar Yeh Nahi Sikhati Ke Kab, Kahan Aur Kitna Bolna Hai.”


sheikh-saadi-ke-aqwal-5

“کسی کو اچھے عمل سے دلی خوشی دینا ہزار سجدے کرنے سے بہتر ہے۔”

“Kisi Ko Achay Amal Se Dili Khushi Dena Hazaar Sjday Karne Se Behtar Hai.”


sheikh-saadi-ke-aqwal-6

“صبر رکھو ، ہر چیز آسان ہونے سے پہلے مشکل ہوتی ہے۔”

“Sabr Rakho, Har Cheez Aasaan Honay Se Pehlay Mushkil Hoti Hai.”


sheikh-saadi-ke-aqwal-7

“دشمن سے ہمیشہ بچو ، اور دوست سے اس وقت جب وہ تمہاری تعریف کرنے لگے۔”

“Dushman Se Hamesha Bachcho, Aur Dost Se Is Waqt Jab Woh Tumhari Tareef Karne Lagey.”


Maybe you like » Bill Gates Quotes in Urdu

Golden Words Sheikh Saadi Quotes in Urdu

sheikh-saadi-ke-aqwal-e-zareen-1

“جو اپنوں سے وفا نہیں کرتا وہ داناؤں کے نزدیک کسی کا دوست نہیں ہوتا۔”

“Jo Apnon Se Wafa Nahi Karta Woh Daanaon Ke Nazdeek Kisi Ka Dost Nahi Hota.”


sheikh-saadi-ke-aqwal-e-zareen-2

“جو شخص دوسروں کے غم سے بےغم ہے آدمی کہلانے کا مستحق نہیں۔”

“Jo Shakhs Doosron Ke Gham Se Be Gham Hai Aadmi Kehlanay Ka Mustahiq Nahi.”


sheikh-saadi-ke-aqwal-e-zareen-3

“ہر وہ لڑکا جو استاد کی سختی نہیں جھیلتا اسے زمانے کی سختیاں جھیلنا پڑتی ہیں۔”

“Har Woh Larka Jo Ustad Ki Sakhtian Nahi Jheelta Ussey Zamaney Ki Sakhtian Jheelna Parhti Hain.”


sheikh-saadi-ke-aqwal-e-zareen-4

“شیریں کلام اور نرم زبان انسان کے غصے کی آگ پر پانی کا سا اثر رکھتی ہیں۔”

“Sheree Kalaam Aur Naram Zabaan Insaan Ke Ghusse Ki Aag Par Pani Ka Sa Assar Rakhti Hain.”


“اس سے تو خاموشی بہتر ہے کہ کسی کو دل کی بات کہ کر پھر اسکو کہا جائے کہ کسی کو نہ کہنا۔”

“Is Se To Khamoshi Behtar Hai Ke Kisi Ko Dil Ki Baat Ke Kar Phir Usko Kaha Jaye Ke Kisi Ko Nah Kehna.”


sheikh-saadi-ke-aqwal-e-zareen-6

“میں آج تک اپنی خاموشی پر نہیں پچھتایا جب بھی پچھتایا اپنے بولنے پہ پچھتایا ۔۔”

“Ma Aj Tak Apni Khamoshi Par Nahi Pachtaya Jab B Pachtaya Apney Bolney Py Pachtaya.”


sheikh-saadi-ke-aqwal-e-zareen-7

” اپنے حصے کا کام کیے بغیر … دعا پر بھروسہ کرنا حماقت ہے … اور اپنی محنت پر بھروسہ کر کے دعا سے گریز کرنا تکبر ہے۔”

“Apne Hissay Ka Kaam Kiye Baghair … Dua Par Bharosa Karna Hamaqat Hai … Aur Apni Mehnat Par Bharosa Kar Ke Dua Se Guraiz Karna Taqqabur Hai. .”


sheikh-saadi-ke-aqwal-e-zareen-8

“میں خدا سے ڈرتا ہوں اور خدا کے بعد ان سے ڈرتا ہوں جو خدا سے نہیں ڈرتے۔”

“Mein Kkhuda Se Darta Hon Aur Kkhuda Ke Baad Un Se Darta Hon Jo Kkhuda Se Nahi Dartay.”


Maybe you like » Urdu Quotes on Waqt Ki Pabandi 

Sheikh Saadi K Aqwal in Urdu

“تو نیک ہو اور لوگ تجھے برا کہیں ، اس سے اچھا ہے کہ تو برا ہو اور لوگ تجھے نیک کہیں۔”

“To Naik Ho Aur Log Tujhe Bura Kahin, Is Se Acha Hai Ke To Bura Ho Aur Log Tujhe Naik Kahin.”


انسان بھی کیا شے ہے ۔ دولت کمانے کے لیے اپنی صحت کھو دیتا ہے اور پھر صحت کو واپس پانے کے لیے اپنی دولت کھوتا ہے، مستقبل کو سوچ کر اپنا حال ضائع کرتا ہے پھر مستقبل میں اپنا ماضی یادکر کے روتا ہے ۔ جیتا ایسے ہے جیسے کبھی مرنا ہی نہیں ، اور مرتا ایسے ہے جیسے کبھی جیا ہی نہیں۔

“Insan B Kya Shey Hai, Dolat Kamaney K Lye Apni Sehat Kho Deta Hai Aur Phir Sehat Ko Wapis Paney K Lye Apni Dolat Khota Hai, Mustaqbil Ko Soch Kar Apna Haal Zaya Karta Hai Phir Mustaqbil Ma Apna Maazi Yad Kar K Rota Hai, Jeeta Eyse Hai Jesey Kabhi Marna Hi Ni, Aur Marta Ayse Hai Jasey Kabhi Jiya Hi Ni.”


“ایسے دوست سے ہاتھ دھو لینا بہتر ہے جو تیرے دشمنوں کے ساتھ بیٹھتا ہو۔”

“Aisay Dost Se Haath Dho Lena Behtar Hai Jo Tairay Dushmanon Ke Sath Baithta Ho.”


“اگر مرد خدا کو ایک روٹی ملے تو وہ آدھی فقیر کو دے ڈالتا ہے اگر حریض کو ایک ملک کی بادشاہت بھی مل جاۓ ، تو وہ دوسرا پانے کے خیال میں رہتا ہے۔”

“Agr Mard E Khuda Ko Aik Roti Milley Tu Woh Aadhi Faqeer Ko Dy Daalta Hai Agr Hareez Ko Aik Mulk Ki Badshahat Bhi Mil Jae, Tu Woh Dosra Paaney K Khyal Ma Rehta Hai.”


“مایوسی ایک دھوپ ہے جو سخت سے سخت وجود کو جلا کر راکھ کر دیتی ہے۔”

“Mayoosi Aik Dhoop Hai Jo Sakht Se Sakht Wujood Ko Jala Kar Raakh Kar Deti Hai.”


“سی کو اتنا پیار دو که گنجائش نہ چھوڑو اگر وہ پھر بھی تمہارا نہ بن سکے تو اُسے چھوڑ دو کیونکہ وہ محبت کا طلبگار ہی نہیں بلکہ وہ ضرورت کا پجاری ہے۔”

“Kisi Ko Itna Pyar Do K Gunjaish Na Chorhi Agr Woh Phir Bhi Tumara Na Ban Saky Tu Ussey Chorh Do Kyon K Woh Muhabbat Ka Talabgar He Ni Balkey Woh Zaroat Ka Pujari Hai.”


“میرے پاس وقت نہیں ہے ان لوگوں سے نفرت کرنے کا جو مجھ سے نفرت کرتے ہیں کیونکہ میں مصروف رہتا ہوں ان لوگوں میں جو مجھ سے محبت کرتے ہیں۔”

“Mere Paas Waqt Nahi Hai Un Logon Se Nafrat Karne Ka Jo Mujh Se Nafrat Karte Hain Kyunkay Mein Masroof Rehta Hon Un Logon Mein Jo Mujh Se Mohabbat Karte Hain.”


“عقلمند اور بے وقوفوں میں کچھ نہ کچھ عیب ضرور ہوتا ہے مگر عقلمند اپنے عیب کو خود دیکھتا ہے اور بے وقوفوں کا عیب دنیا دیکھتی ہے۔”

“Aqalmand Aur Bewaqofon Ma Kuch Na Kuch Aib Zaror Hota Hai Magr Aqalmand Apney Aib Ko Khud Dekhta Hai Aur Bewaqofon Ka Aib Dunya Dekhti Hai.”


Maybe you like » Nelson Mandela Quotes in Urdu

Quotes of Sheikh Saadi in Urdu

“جس کو ایک مدت میں دوست بنائیں مناسب نہیں کہ اسے ایک لمحے میں کھو دیں۔”

“Jis Ko Aik Muddat Mein Dost Banayen Munasib Nahi Ke Usay Aik Lamhay Mein Kho Den.”


میں پوری زندگی دو بندوں کو تلاش کرنے پر بھی تلاش نہ کر سکا ایک وہ جس نے اللہ کے نام پر دیا ہو اور غریب ہو گیا ہو دوسرا وہ جس نے ظلم کیا ہو اور اللہ کی پکڑ سے بچ گیا ہو۔

“Mein Poori Zindagi Do Bundon Ko Talaash Karne Par Bhi Talaash Nah Kar Saka Aik Woh Jis Ne Allah Ke Naam Par Diya Ho Aur Ghareeb Ho Gaya Ho Dosra Woh Jis Ne Zulm Kya Ho Aur Allah Ki Pakar Se Bach Gaya Ho.”


“سانپ کو مارنا لیکن اسکے بچے کی حفاظت کرنا داناؤں کا کام نہیں۔”

“Saanp Ko Maarna Lekin Uskay Bachay Ki Hifazat Karna Daanaon Ka Kaam Nahi.”


“مجھے اس دنیا سے کیا لینا جس کے حلال میں حساب اور حرام میں عزاب ہے۔”

“Mujhe Is Duniya Se Kya Lena Jis Ke Halal Mein Hisaab Aur Haraam Mein Azzab Hai.”


“اگرچہ انسان کو مقدر سے زیادہ رزق نہیں ملتا لیکن رزق کی تلاش میں سستی نہیں کرنی چاہیے۔”

“Agarchay Insaan Ko Muqaddar Se Ziyada Rizaq Nahi Milta Lekin Rizaq Ki Talaash Mein Susti Nahi Karni Chahiye.”


“اچھی عادت کی مالک نیک اور پارسا عورت کسی فقیر کے گھر میں بھی ہو تو اسے بھی بادشاہ بنادیتی ہے۔”

“Achi Aadat Ki Maalik Naik Aur Paarsa Aurat Kisi Faqeer Ke Ghar Mein Bhi Ho To Usay Bhi Badshah Bnaditi Hai.”


“جاہلوں کا طریقہ یہ ہے کہ جب ان کی دلیل مقابل کے آگے نہیں چلتی تو وہ لڑنا شروع کر دیتے ہیں۔”

“Jahilon Ka Tareeqa Yeh Hai Ke Jab Un Ki Daleel Maqabil Ke Agay Nahi Chalti To Woh Larna Shuru Kar Dete Hain.”


“نادان ڈھول کی مانند ہوتا ہے بلند آواز ہوتا ہے مگر اندر سے خالی ہوتا ہے۔”

“Nadaan Dhol Ki Manind Hota Hai Buland Aawaz Hota Hai Magar Andar Se Khaali Hota Hai.”


Maybe you like » Emotional Quotes in Urdu

Conclusion

We are sure you will enjoy reading Sheikh Saadi Ke Aqwal. Which are quite beneficial to all of us, You could refer to them as “Golden Words”. We are constantly adding new Urdu Quotes, so keep visiting again for the most recent Sheikh Saadi Quotes In Urdu images.

Don’t forget to share these Golden Words Sheikh Saadi Quotes in Urdu with friends, family members and people around you. Additionally, post it in social media groups and set it as your status on social media apps. This way more people can read Sheikh Saadi Ke Aqwal e Zareen from all over the world.

Previous articleBest Bill Gates Quotes in Urdu بِل گیٹس کے اقوال زریں
Next articleبانو قدسیہ کے اقوال زریں Bano Qudsia Quotes in Urdu 2023

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here